Welcome To My Blog

Dear, You are most welcome and Thanks to come on this blog...

Regards,
NNaresh Garg

Wednesday, April 21, 2010

Bus Jaate Hue Gale Laga Lena Ek Baar...........

Jab Shaam Dhal Jaaya Karegi,
Aur Roshni Apne Saath Le Jaaya Karegi,
Tab Yaad Teri Aaya Karegi......

Jab Yaad Hum Kisi Ko Karte The, Aankhon Me Aansoo Aate The,
Tab Tu Aaker Mujhe Honsla Deta, Saare Gumo ko Pal Bhar Me Bhula Deta,
Haste The, Majaak Karte The, Hamesha Ek Duje Ko Pareshaan Karte The,


Aaj Tu Chhor Kar Mujhe Ja Raha Hai, Apni Yaadon Ka Tohfa Mujhe Diye Ja Raha Hai,
Jo Phool Pyaar Ka Diya Tune, Wo Dil Ki Kitaab Me Rakh Liya Maine.
Jab Bhi Dil Ki Kitaab Khula Karegi, Teri Yaadon Ki Khushboo Se Mehka Karegi.
Yaad Rahega Hamesha Tera Pyaar,
Bus Jaate Hue Gale Laga Lena Ek Baar...........

2 comments:

  1. badiya hai bhai.......lage raho:)

    ReplyDelete
  2. saale tine hi likhee hai ya fir chori ki hui hai.........but kuch bhi hai acchi hai.....
    Bharat..

    ReplyDelete